MP Knowledge
अपना मध्यप्रदेश
1. सभी प्रतियोगी परीक्षाओँ हेतु अत्यन्त उपयोगी ।
2. अति महत्वपूर्ण वस्तुनिष्ठ व्याख्यात्मक हल सहित ।
3. विभिन्न प्रतियोगी परीक्षाओँ के गत वर्ष के प्रश्नो सहित ।
01/06/2026
Congratulations to on lifting the trophy! 🏆 🇮🇳
Mai Hacker hoon 😱 | Security Weak = Data Leak! 💻⚠️
Sun re ladle… mai Super Computer hoon! 😎
Taakat aur speed hi meri pehchaan hai.
Main complex calculations aur
bade-bade data ko seconds me solve kar deta hoon.
Weather prediction ho, space research ho ya scientific work —
sab kuch main hi handle karta hoon. 🌍🚀
Jahan normal computer ruk jaate hain…
👉 wahan se main start hota hoon! 😱⚡
👉 Isliye mujhe duniya ka sabse powerful computer kaha jata hai.
Sun re ladle… mai Computer Network hoon! 😎
Sabko connect karke rakhna mera kaam hai.
Ek system se doosre system tak
data pahunchana meri zimmedari hai.
Chahe LAN ho ya Internet,
connection mera hi hota hai —
tabhi communication possible hota hai. 📡
Main hi hoon jo devices ko
ek dusre se baat karne deta hoon.
👉 Mere bina system alag-alag…
mere saath duniya connected! 🌍
Sun re ladle… 😎
Mai MS Word hoon,
likhai aur documents banana mera kaam hai. ✍️
Mai Excel hoon,
numbers aur data ko manage karna meri taakat hai. 📊
Aur mai PowerPoint hoon,
har information ko shandaar presentation me badal deta hoon. 🎤
Sun re ladle… mai Code hoon! 😎
Har software ki neev main hi hoon.
Jaise mujhe likha jata hai,
waise hi system kaam karta hai.
Main hi decide karta hoon
ki app chalega smooth… ya crash hoga! ⚡
Mai Computer System hoon re… 😎
Mera dimaag processor hai aur meri taakat data hai.
Mouse, keyboard aur baaki sab devices
mere hi ishaare par chalte hain.
Agar mujhe sahi command mile,
to main duniya hi badal sakta hoon… 🚀
Mai Scanner hoon.
Kagaz par jo bhi hota hai,
use main digital form me convert kar deta hoon.
Main keyboard hoon re, asli kaam mere shabdon se poora hota hai.”
“Aur main mouse hoon re, sab kaam mere click se shuru hota hai.”
“Mere bina adhoora…”
“Aur tere bina bhi kaam mushkil hai.”
संसद में गूंजा मोबाइल रिचार्ज का मुद्दा Why 13 Mobile Recharges in 12 Months?
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Telephone
Website
Address
Rewa
Rewa
486001