Best One
>As-salamu Alaykum<
Welcome To Our Page Best One...
Like Our Page For
>Urdu Poetry
>Quotes
>Status Videos
12/08/2023
❤️
16/07/2023
Hota hai! maqam nuqta badal jata hai
insaan nikhertay nikhertay bikhar jata hai
12/07/2023
Jis chaand ke chahanay wala hazaron hon
woh kya samjhay aik setaaray ki kami
10/06/2023
aik msُlh hai jis ka hal talaash karna hai
mujhe tumhare sath apna kal talaash karna hai.
08/06/2023
Mohabbat ke bazaar mein husn ki zaroorat nahi
dil jis pay aa jaye woh sab se haseen lagta hai
14/05/2023
Wah! guftagu hum se aur khayalon mein koi
13/05/2023
Tairay Jahan ki to khabar kuch nahi magar
tujh sa koi nahi hai, hamaray Jahan mein.
09/05/2023
Aur haan! kuch messege likhay jatay hain par kabhi send nahi hotay
08/05/2023
Woh bulanay se rahay aur hum jane se rahay
08/05/2023
Akailey chore jatay ho yeh tum acha nahi karte
hamara dil dikhata ho yeh tum acha nahi karte
07/05/2023
Haan! musafir hain hum bhi musafir ho tum bhi
06/05/2023
Bad gumani ko barha kar tum ne yeh kya kar diya
khud bhi tanha ho gaye mujh ko bhi tanha kar diya.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the business
Address
Lahore