Never Let It Go
Lost Time Is Never Found Again
LIFE IS INFINITELY STRANGER THAN ANYTHING THE MIND COULD INVENT
Kaash Main Laut jaoun BachpaN ki Waadi Main
Na koi ZarooraT Thi, Na koi Zaroori Tha..
Azaan Ka Jawab Kese Den
=============== -=======
Jab Azaan ho to humko uska jawab dena chahiye, aesa karne se jitna sawab azan dene wale ko mil raha hai utna hi humko bhi milega. Ek hadees mein aya hai ki agar logo ko azaan dene ka sawab pata chal jaaye to azaan dene ke liye ladai hone lage.
Azaan ka jawab is tarah dijiye.
Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah
Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah
Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam)
Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam)
Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Azaan : Lailaha Illallah
Jawab : Lailaha Illallah
Iske baad Azan ke baad ki dua padhiye.
padhne k bad share zaror kare take ye sab to pata chale
"AZAN"
Hazrat Mohammad (S.A.W.W) Ne Farmaya:
1. Jo shaks Azan k Waqt Khamosh nahi rehta MOUT ke waqt us ko KALMA Naseeb nahi hoga
2. Jo shaks AZAN ka 1 Jumla sun kar usay dohraye to us k
Aamalname me 20 lakh Nekiyan likh di jati hain
Or
Jo koi dusre ko bataye to us k
"Aamalname" me 30 lakh Nekyan likh di jati hain
QAYAMAT ke din to Insan 1 Neki k liye 'tarse' ga
Jab tak ye SMS frwd hota rahega Mujhe
Aur
Aap ko is ka Ajar milta rahega.
13/05/2014
Asalamu Alikum
18/04/2014
Asalam Alikum
Hikmat ka sabaq chora,ezzat ki talab chori
duniya se nazar pheri, tab ja ke tujhe paya
"EGO"
is the only requirmentto destroy any relationship...;(
s00,
Be a bigger person skip the "E" and let it go.
Mit jaye gunahon ka tasavur hi jahan se .....
Agar ho ye yakeen keh koi dekh raha hai....
Ya ALLAH humein ata kar..
Aisi mafi jis k bad gunah na ho,
Aisi hidayat jis k bad gumrahi na ho,
Aisi raza jis k bad narazgi na ho,
Aisi rehmat jis k bad azab na ho,
Aisi izzat jis k bad zillat na ho
“Ameen”‘
Man needs his difficulties becausrle they are necessary to enjoy success.......
Category
Website
Address
Anantnag
Srinagar
Alerts
Be the first to know and let us send you an email when Never Let It Go posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.