Deen e Islam
Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Deen e Islam, Religious organisation, Tarwara, Siwan.
🌙 Deen e Islam
✨ Spreading Noor of Islam & Peace
🤲 “Alhamdulillah for everything”
📖 Qur’an | Sunnah | Daily Reminders
🕊️ Dil ko sukoon dene wali baatein
💫 Har post ek naseehat
💖 Har lafz ek rehmat
📌 Follow for Islamic Motivation & Guidance.
Duniya fani hai, yahan har mulaqat ek imtihan hai aur har judaai ek yaad-dihani — ke asal mulaqat Jannat mein hogi 🤲
Allah se apne rishte ko mazboot karo, kyunki wahi rishte kabhi nahi toot-te… 🕊️
✨ Jo Allah ke liye juda hote hain, wo dobara Allah ke paas milte hain
Jab banda Allah ko "Ya Rahman" kehkar pukarta hai…
toh woh apni rehmat ke darwaze khol deta hai 🤲💫
Har na milne wali cheez, ek nayi hifazat hoti hai ❤️
“Jab insaan har jagah se haar jata hai…
Tab ek ‘Allah’ ka naam uski zindagi badal deta hai 🤲
"Mazloom ki aah se daro… kyunki uske aur Allah ke beech koi parda nahi hota."IslamicVideo
Huzoor ne kin cheezo se panah mangi?
Hamare Nabi ﷺ ne hamesha apni Ummat ke liye dua ki, fikr ki, aur rahmat ban kar aaye 🌙
Mukaddar se sikwa na karein… 💖🥰
“Agar tum chahte ho ke tumhari dua jaldi kabool ho… to apne liye nahi, poori ummat ke liye ro kar dua karo 🤲💔”
“Allah un logon ki dua jaldi sunta hai jo apne liye nahi, dusron ke liye maangte hain…”
कभी-कभी अपनों से दूर होना भी अल्लाह की हिकमत होती है… 🤲
क्योंकि वही दिलों का हाल सबसे बेहतर जानता है।”
“Kisi ki umeed mat todo… Allah sab dekh raha hai 🤲”
“Dil todna aasaan hai, lekin uska hisaab mushkil hoga… ⚖️”
“Jis ne kisi ka dil toda, uska anjaam soch lo… 💔”
“Umeed todne wale bhool jaate hain… Allah nahi bhoolta!”
“Mazloom ki aah seedha Arsh tak jaati hai… 😔” #
Click here to claim your Sponsored Listing.
Website
Address
Tarwara
Siwan
841506