RK tech zone
dosto mai hun RK(ramakant)
is page me aapko tech se related post dekhne ko milga .mera "Rk tech zone
इलेक्ट्रिक लाइटर बनाओ पैसे बचाओ || make cheepest electric lighter
इलेक्ट्रिक लाइटर बनाओ पैसे बचाओ || make cheepest electric lighter
Hello everyone
Is video me hamne ek bahut hi sasta or rechargeable electric lighter banaya hai . Agar aap bhi banana chahte hai to is video se aapko kafi help mil sakti hai .
Hamne kosis ki hai sabhi chijo ko achhe se batane ki .
Video ko complete dekhiye or bataiye ki aapko video kaisa laga .
Materials
* Pvc pipe - 25mm
* Nut or bolt (small size)
* nicrom wire
* Battery 3.7 v
* Wires
* Super glue
* Charging socket
बिना मशीन के बनाया छैनी 😲 घर पर आप भी बनाओ
Hello dosto
aaj ke is video me hamne ek chhand ko chheni banaya ...hame iski jarur thi is liye ise hamne ghar par hi banaya aap video dekh kar bataye ki kaisa hai..
thank you
How to make street light at home || homemade street light
Hello everyone
is video me hamne ek bahut hi badiya homemade street light banaya hai . is street lights ght ko aap bhi apne ghar par bana sakte hai , agar video achha lage to video ko like kare or comment me apna feedback jarur den..
PVC sheet kaise banate hain ?
Hello dosto
is video me hamne pvc sheet banane ke do tariko ke bare me bataya hai .. ki kaise aap ghar par hi pvc sheets bana sakte hai . is video ko dekhne ke baad aap better pvc sheets ghar par hi banana sakte hai.
dosto video pasand aaye to video ko like
or comment box me comment jarur kar dena
channel par naye ho to channel ko subscribe kar dena
इस दीवाली कुछ अलग हो जाय || diwali decoration lights
Hello everyone
Diwali ke liye decoration lights aap aasani se apne ghar par bana sakte hai . is video me hamne ek decoration light banaya hai jise ham hang bhi kar sakte hai santh hi use diwal par bhi hold kar sakte hai ...to aap bhi banaiye is diwali ... decoration lights apne ghar par, homemade diwali decoration light
happy diwali , diwali lights
3D projector kaise banaye || how to make hologram projector
Hello everyone
Is video me hamne 3d image or videos ko play karne ke liye ek 3d projector / hologram projector banaya hai
Jab aap is projector ko bana kar chalyenge to aapko aisa lagega jaise image or videos air me ban rahe hai...ya hawa me udta hua dikhai dega ...so aap bhi yah projector try karke dekhe aapko maza aayega .
Video achha lage to like comment or channel ko subscribe jarur karen.
Disclaimer
Yah video keval learning and knowledge ke purpose se banaya gaya hai. So don't take another.
Hello everyone
Aaj ke is video me ham ek DIY projector / homemade projector bana rahe hai. Is projector ko banana bahut hi aasan hai. Is projector ki madad se aap ghar par hi theater ka maza le sakte hai. To aapko is video me dekhane ko milega ki homemade projector ko kaise banate hai. So video ko last tak jarur dekhe.।।
Thank you❤
Disclaimer :-
Is video me kisi bhi product ka advertisment nahi kiya gaya hai. Yah video kewal knowledge and learning purpose se banaya gaya hai so don't take another.
Ganpati ji ke liye special electric chakra
Hello everyone
Is videos me humne Ganpati ji ke liye electric chakra banaya hai santh me therma coal wala chakra bhi banaya hai ...in chakra ko chalane ke liye hamne stand bhi banaya hai . Aap bhi ye chakra or stand bana sakte hai or Ganpati bappa ji ke decoration ko look ko or bhi achha kar sakte hai...video ko complete watch kijiye or aap bhi banaiye electric chakra + stand
Stand wala video link :-
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
Vill And Post Gujra , Teh. Patan Dist. Durg
Patan
491111