Tejas Rane
Video Creator
MH370 : The Unsolved Mystery | What Happened ? | Hindi
24/11/2021
Space Debeires in hindi
स्पेस में यह कचरा आया कहा से जिसने पृथ्वी को घेर के रखा है | Space Debris in hindi Namaskar DostoMaine is video mein space debris yani antarishk ke kachare ke bare mein bataya hai. kis prakar se hum manavo ne space mein yah kachara failaya ...
दिमाग पर चोट लगने से कैसा बन गया ये आदमी जीनियस? / accidental Genius in hindi. Hello dosto maine is video mein jason padgett ke bare mein bataya hai jo ki savant syndrome ke shikar huye they. kya kya unhone life mein face kiya aur ye bimari hone ke baad kya kya iske effects dekhne mile aur kaise is bimari se superhuman wali power inhe hasil hui ye sab bataya hai.
03/11/2021
Happy Diwali To All of You Guys....
What Gamma ray burst in hindi. Dosto Aapko maine is video mein Gamma rays ke bare mein bataya hai. Kaise ye energy supernova se bhi jyada shaktishali hoti hai aur iska earth ke pass fatne par earth ka kya hoga ye bhi explain kiya hai.
Why space is dark in hindi. Hello Dosto meine is video bataya hai ki antarishk kala kyu hai. aapko yeh video dekhke kafi hairani hogi ki jo space hum din ke waqt jo aasman dekhte hai vo asal mein kyu dikhta hai.
Why airplane can't fly in space. Hello dosto meine is video mein explain kiya hai ki kya reason hai jis karan airplane space mein nahi udd sakte.aur agar airplane antarishk ke taraf janeki koshish bhi karega to uska kya hashr hoga
Namaskar Dosto
Maine is video mein space debris yani antarishk ke kachare ke bare mein bataya hai. kis prakar se hum manavo ne space mein yah kachara failaya hai aur isase hame aage Jake kon se dikkato ka samana karna padega yeh sab bataya hai
Namaskar Dosto maine is video mein aapko bataya hai ki bramhand ke anya graho par kis prakar se barish hoti hai. khair waha jana toh mushkil hai par hum virtually use exprience toh jarur kar sakte hai.
Photos Credit :- NASA/ESA
Video Credit :- Videezy
Namaskaar Dosto is video mein maine ye explain kiya hai ki prakash ki gati se yadi aap travel karte ho to aap kitne samay mein apne sauryamandal ke graho par ja sakte ho. ye video kafi romach se bhara hai apne aass pass ke graho pe speed of light ki wajah se hum kuch minto mein hi waha pahoch sakte hai.
Namaskar dosto maine is video aapko bataya hai ki koi insaan agar dusre graho par jata hai toh vo kitne samay tak jinda bach payega. suryamandal ke sabji graho ke bare mein video mein pura explain kiya hai ki vaha kaisi paristithi ka samana insaan ko karna padega.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
Mumbai
Mumbai
4000039