Manoj poetry
it's all about the deep thinking of my mind
12/01/2026
Some lines
12/01/2026
मैं खो गया तेरे अघोष में
अब न रहा मैं होश में
वक्त गुजर गया बहुत
तुझे से बिछड़े हुए
तेरी याद है कि जाती नहीं
याद न भी करना चाहूँ
तो भी तू याद आती है
याद से पहले याद के बाद
तू नही जाती है
महसूस एशा होता हैं
तू मेरी रूह का साथी है
पहचान इतनी गहरी है तेरे और
मेरे बीच
जैसे जन्म जन्म का हमारा नाता है
हीरे की तलाश में,अक्सर कर सोना हाथ से फिसल जाता है
पुरानी कहावतों का सच होने कभी कभी
बहुत पछतावा दिलाता है
दिल से चाहने वालों के हिस्से में हमेशा
धोखा ही आता है
फिर भी रह जाता है कोई बच्चा प्यार में
याद में
जो रह रह के वक्त वक्त पर तड़पता हैं
Dekha tha maine usko akele jatey huye.....
Lagta tha dushri muhhabat bhi usko raas na ayi
Jo meri hokar meri na ho saki
Dushre ki kya hogi
Itni si baat usko samajh na ayi.
07/07/2024
Ab kyu aati hai
Gehri neend main bhi shor machati
Bhuli hui yaadain hai
Sapnon main aa kar
Kyu itni khusi de jati hai.
Main so kar bhi so nhi pata
Mere sapnon main teri baatain , mulakatain, hakikat ban jati hai.
Ab kyu aati hai
Mere sapnon main teri yadain shor machati hai
Salaoin beet gaye
Yadain mit si gayi
Jab bhi sota hu gehri neend main main
Teri pyari si muskan mujhe
Jaaga jati
Ab kyu aati hai
Alag hi toh huye hai hum
Mere priye
Tere sharir main
Mere sharir main
Hum dono ki khusboo abhi baki hai.
Ab kyu aati hai
Jo pyar ka samander Maine or tumne milkar bhaara tha kabhi ek dushre k liye
Usko sukhna abhi baki hai
Ab kyu aati hai
Sapne main dekhkar tujhe
Main phir se jaavani k denoin main kho jata hu
Teri yaad k sahare kuch der therkar
Ummidoin k pank lage the
Udne ki khuwahish main chale the
Mushkiloin rashta rokna chaha bahut
Hum toh apni hi dhun main ade the
Ankhon main sapne liye
Bas apne aap se ladne chale the
Sathi bahut mile sath dene k liye
Aapne sath toh bas kuch apne hi khade the
Wakt k sath sath javani bhi ja rahi thi
Maukoin ki talash main hum chunautiyoin se bhide the
Soch kar aage bhadhe the
Ki Manzil dor nhi ab
Mehnat karte huye bas
Kismat k sahare
Manzil se abhi bahut dor khade the
Jo milta gya kar liya
Hume kya pata tha abhi hum bas raashtey main khade the
Udne ka haushala bada tha udaan bharkar bas udne chala tha
Mushkile bahut ayi thi
Mere bhi safar main
Mushkiloin se ladkar
Aage bada tha
Main aaj bhi haalatoin se ladta chala ja rha hu
Haalat mujhe diga na payenge
Aaj bhi main ruk ruk ke hi sahi
Aage badta chala ja rha hu
30/04/2024
I have reached 2K followers! Thank you for your continued support. I could not have done it without each of you. 🙏🤗🎉
Udne ka haushala bada tha udaan bharkar bas udne chala tha
Mushkile bahut ayi thi
Mere bhi safar main
Mushkiloin se ladkar
Aage bada tha
Main aaj bhi haalatoin se ladta chala ja rha hu
Haalat mujhe diga na payenge
Aaj bhi main ruk ruk ke hi sahi
Aage badta chala ja rha hu
Manoj
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the establishment
Telephone
Website
Address
Mathura
281001