Dil ki Awaz
this is a official page of Shayari
dil ki awaz shayari k sath
भटक गए हम राहों में
मंजिल का ठिकाना नहीं था...
ले गई जिंदगी उन राहों में
जहां हमें जाना नही था...
कुछ क़िस्मत की मेहरबानी
कुछ हमारा कसूर था...
हमने खो दिया सबकुछ वहां
जहां हमे पाना नहीं था.
Kal shayari likhta likhta so gya
Tere khyaalo me na jane
kaha kho gya
Utha to paaya khudko
teri baho me
Socha sapna hoga
isliye phir sogya ♡
"Arza Kya Hai".,😊
Na Jaane Kyu Wo Mujhe Muskura
Ke Milte Hai...😍
Andar Ke Saare Gham Chupa
Ke Milte Hai......😌
Jante Hai Aakhe Such
Bolti hai...😌
Shayad Isiliye Aakhe Jhuka
Ke Milte Hai..🥰
17/09/2024
tum ho meri har baat mein
kismat banke mere haath mein
khushi bhi tum aur gam bhi tum
chhupi ho har jazbaat mein
har subah mein har sham mein
sukoon banke aaram mein
hasna bhi tum aur rona bhi tum
maujud ho tum har khawab mein
har sajde aur chahat mein
swapno ke aashiyan ki banawat mein.
ho har marham ki rahat
jhalakti meri har aadat mein.
maujud meri likhawat mein
har alfaaz ki sajawat mein
Dil ki Awaz
तेरे साथ को तरसे,
तेरी बात को तरसे
तेरे हो कर भी तेरी
एक मुलाकात को तरसे.....
Dil ki Awaz
15/09/2024
भटक गए हम राहों में
मंजिल का ठिकाना नहीं था.
ले गई जिंदगी उन राहों में
जहाँ हमें जाना नहीं था...
कुछ किस्मत की मेहरबानी
कुछ हमारा कसूर था...✨
हमने खो दिया सब कुछ वहां
जहां कुछ पाना नही था..
Dil ki Awaz
एक रात एक बात लिखेंगे✍️
हर कोई पढ़ सके, इतना
साफ लिखेंगे✍️
कोई ऐसी बात नहीं, अपने
अरमान लिखेंगे..✍️
हसीन आलम नहीं अपने
हालात लिखेंगे..✍️.
बहुत शिकायत है हमें तुमसे ऐ जिंदगी,
अब तेरे बारे में एक किताब लिखेंगे✍️
लिखते लिखते खत्म ना हो यह जिंदगी
एक ही शब्द में पूरी कायनात लिखेंगे.✍️
“Tum jo pucho apni ehmiyat mujhse,
toh suno janab🥰
Ek tumko jo chura lu,
toh zamaana gareeb ho jaye🤩
12/09/2024
I've received 400 reactions to my posts in the past 30 days. Thanks for your support. 🙏🤗🎉
09/09/2024
Har Nasha Sharab Nahi Hotaz
Har Kaante Wala Phool Gulab Nahi Hota,
Tum Hamse Mohabbat Karne Se Itna Darte Q Ho,Shayar Ki Mohabbat Hona Kharab Nahi Hota..vk writer ✍️
Kese khud ko badal raha hu'n mei
Roz andar se jal raha hu'n mei
Khawab ka lutf hi kuch aisa hain
Jese Pani pe chal raha hu'n mei
Hizr ki aag ka maza mat puch
Katra Katra pighal Raha hu'n mei
Tu to meri ana pe pair na rakh
Khud ko jab khud kuchal Raha hu'n mei
Tham kar hath saath chal mere
Har qadam par fisal Raha hu'n mei
Jaane wala chala gaya (vinod)
Ab toh hath mal Raha hu'n mei
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
182142