Sentiya
Sentiya is where emotions come alive.
Love, heartbreak, motivation, and everything your heart wants to feel.
🎬 Reels | 💬 Quotes | 💖 Stories
Follow for daily heart-touching moments.
Rishte tootne ki wajah hamesha badi nahi hoti...
Kabhi kabhi ek lafz, ek jhooth, ya ek nazarandaaz hi kaafi hota hai. 🥀
Tumhare hisaab se sabse pehle kya tootta hai... Bharosa ya Rishta?
❤️ Comment me sirf ek word likho.
Awaaz buland karne se izzat nahi milti...
Izzat lehje aur kirdar se banti hai.
❤️ Agree?
🔥
Har rishta saath rehne se nahi banta...
Kuch rishte yaadon se bhi zinda rehte hain.
❤️ Dil tak pahunchi?
🔥
Asli amiri bank balance se nahi...
Balki insaan ke lehje aur tehzeeb se pehchani jaati hai. 👑
❤️ Agree ho to ek ❤️ drop karo.
Khamosh log aksar...
Sabse zyada mehsoos karte hain.
❤️ Relate?
🔥
Insaan kabhi bina wajah nahi badalta...
Uske peeche kisi apne ki kahani hoti hai.
❤️ Agar feel hua ho to heart drop karo.
Sabse gehra zakham...
Apno se hi milta hai.
❤️ Relate?
🔥
Dooriyan kabhi kabhi rishte nahi todti...
Lekin khamoshi aur badla hua ravayya sab kuch badal deta hai. 💔
Agar kabhi kisi ko khone ka darr mehsoos hua ho...
❤️ Ek heart zaroor chhod dena.
🔥
💔 "सच्ची मोहब्बत इंतज़ार करती है, हिसाब नहीं...! 🥀"
किसी ने पूछा,
अब भी इंतज़ार है उसका...?
हमने मुस्कुरा कर कहा,
मोहब्बत की है,
कोई सौदा नहीं...! 🥀💔
🖤💔🥀🌙
Khud ko sabit karne ki zarurat unhe hoti hai...
Jinhe apni keemat nahi pata hoti. 🔥
❤️ Agree ho?
🔥
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Website
Address
Dehri