Sk Raja Babu

Sk Raja Babu

Share

Hindi

24/05/2026

Ek aadmi har din der tak sota tha aur kehta tha, “Meri life kabhi successful nahi banegi.”
Ek din usne ek successful businessman se poocha, “Aap successful kaise bane?”
Businessman muskura kar bolaJab duniya soti hai, tab main apne sapno ke liye kaam karta hoon
Us din ke baad aadmi subah jaldi uthne laga. Dheere dheere uski aadatein badli… aur phir uski zindagi bhi badal gayi. 🚀

25/02/2026

Aap ka Agla goal Kya hai ?

24/02/2026

Hard work

24/02/2026

Kam yabi asehi NAHI melti uske Liye Mehnat Karna padta hai

19/02/2026
17/02/2026

The Silent Struggle: "Duniya ko sirf aapka result dikhta hai, mehnat nahi. Apne 'struggle phase' ko itna khamosh rakho ki kamyabi shor macha de."

17/02/2026

Comfort zone se bahar nikloge tabhi progress hogi. Risk lo, life change hogi.

17/02/2026

Roza sirf bhookh-pyaas se bachna nahi, balki buri baaton, jhoot, gussa aur ghalat kaamon se bachne ka naam bhi hai. Ye mahina insan ko self-control aur achi aadatein sikhata hai.

17/02/2026

Ramzan Islam ka paak mahina hai jisme roze rakhna farz hota hai. Is dauran Musalman subah se shaam tak khana-peena chhod kar ibadat, sabr aur taqwa hasil karne ki koshish karte hain.

17/02/2026

Ramzan rehmat, barkat aur maghfirat ka mahina mana jata hai.
Is mahine mein roza rakh kar insan sabr, shukr aur self-control seekhta hai.
Ibadat, Quran ki tilawat, aur zaruratmand logon ki madad ka sawab zyada hota hai.
Iftar aur sehri sirf khana nahi, balki shukr aur sharing ka ehsaas bhi hota hai.
Yeh mahina roohani safai aur Allah se qareeb hone ka ek khoobsurat mauqa hota hai.

Want your establishment to be the top-listed Arts & Entertainment in Cuttack?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Website

Address


Balikuda Angira Jagatsingh Pur
Cuttack
754108