Bhaktimay Zeevan
BHAKTIMAY ZEEVAN ❤️❤️💖🙏
19/04/2026
"जहाँ विश्वास है, वहीं ईश्वर है।
जहाँ प्रेम है, वहीं राधा-कृष्ण हैं।
अपने दुखों को प्रभु के चरणों में सौंप कर तो देखो,
संसार की हर बाधा तुम्हें छोटी लगने लगेगी।"
Maharaj ji ne is video mein bohot gehri baat kahi hai - "Tumhare ek-ek pal aur ek-ek second ke karm ka hisaab hoga."
Hamein aksar lagta hai ki koi humein nahi dekh raha hai, par wo 'Sarvantaryami' parmatma hamare andar baitha sab dekh raha hai. Uske darbar mein kisi vakil ya saboot ki zarurat nahi hoti. Isliye hamesha aise karm karo jiska hisaab achha ho. 🌸✨
Aapke karm hi aapka bhavishya tay karte hain. Video ko pura dekhein aur is sandesh ko apne dosto aur parivar ke sath share zarur karein! 👇
"Hare Krishna! Sab par Thakur ji ki kripa aur ashirwad hamesha bana rahe. 🌺"
Premanand Maharaj Ji hamesha kehte hain ki har sthiti mein Bhagwan ka 'Naam Jaap' karte raho. Naam jaap hi sabse badi shakti hai aur isse hi jeevan mein sachi shanti aur anand milta hai. Nirantar naam japte raho. 🙏✨ Radhe Radhe!
Click here to claim your Sponsored Listing.
Telephone
Website
Address
Aligarh
202001