Imran Alli

Imran Alli

Share

Success ek din mein nahi milti, lekin roz ka effort ek din success jaroor dilata hai

25/01/2026

Khamosh mehnat ko log samajhte nahi…
par jab result bolta hai,
toh har cheez yaad reh jaati hai.
Isliye logon ki baaton par nahi,
apni soch aur apne sapnon par focus karo.
Result khud jawab de dega. 🔥💯

👉 Agar aap bhi khamosh mehnat kar rahe ho,
to ❤️ dabao aur is reel ko save karo Comment karo









❤️💯

24/01/2026

सब खिलाफ हो,
रिज़ल्ट ज़ीरो हो,
और लोग हौसला तोड़ रहे हों…
यही वक्त बताता है
कौन आम है
और कौन खास। 🔥

13/01/2026

Social media par waqt barbaad karne se achha hai, uska sahi istemal karke apna future banayein. Jo log samajhdari se use karte hain, wahi aage badhte hain aur kamai karte hain. Aap kis category mein hain? Sochiye, samjhiye aur apna waqt bekaar na gava iye

11/01/2026

Jaisa aap apni zindagi ke baare mein sochte hain, waisi hi hoti hai.
Agar aap sochenge ki meri zindagi bahut mushkil hai, toh mushkilein aur badhengi.
Lekin agar aap sochenge ki meri zindagi badal sakti hai, toh woh badal jaayegi.
Soch badliye, zindagi badal jaayegi!
Positive socho, success tumhare kadam chumegi. 💪✨

Want your business to be the top-listed Clothing Store in Mumbai?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Address

Mumbai
400050